• Breaking News

    Blog Transfer to Wordpress in Hindi


    Blog Transfer to Wordpress in Hindi




    Aaj hum aapko sikhange ki Blog ko Wordpress me  transfer kasie karte hai:- 



      

    (1) Uske liye sabse pahle aapko apna  blog open karna padega blogger.com pe karne ke baad aapko apna blog aisa dikhega.



    (2) Open hone ke baad aapko sabse niche setting option mai Other option par jaana hoga.


    (3) Other option open hone ke baad Red Circle mai jo Backup / Restore par click kre.
    (4) Open hone ke baad jo  Red Circle mai hai use Save to your computer us pr click karna hai.

       
    (5) Ab aapko blog transfer karane ke liye aapko wordress log in karna padega. Use login karne ke liye aapko www.wordpress.com pr click kre!  


    (6) Wordpress open hone ke baad Wordpress login kre. Login hone ke bhaad aapko sabse niche Setting ke option par click krna hoga!



     (7) Ab jo aapne apne blog me jo Red Circle me jo Start Import option hai us par click kre.


    (8) Ab jo Red circle mai jo Drag a file here option hai uspe click kre. Use click krne ke bhaad jo aapne file save ki thi use select kre.

    Bas aapko thoda wait karna hoga ek din taak ya isse jaldi bhi ho sakta hai phir aapka blog wordpress pe transfer ho jayega.

    Agar aapko hamari yeh post pasand aayi ho ya isse related ko problem ho toh aap humhe niche diye huye Comment box mai bta sakte h or humhe social media pr bhi follow kr sakte h.

    No comments